Laxmi Aayegi Itni Ki Sab Jagah Naam Hoga,
Din Raat Vyapar Bade Itna Adhik Kaam Hoga,
Ghar Pariwar Samaj Me Banoge Sartaj,
Yehi Kamna Hai Hamari Aap Ke Liye
Diwali Ki Dhero Shubh Kamanaye…
Jagmag Jagmag jalte ye sunder deep,
Charon taraf roshni hi roshi ho,
Meri hai duha yahee,
Honto par aapki hardam hansi hee hansi ho…
Happy Diwali 2015
Diwali aai, masti chahi, rangi rangoli,
deep jalaye, Dhoom Dhadaka, chhoda phataka, jali Phuljadiyan,
Sabko Bhaye, “Happy Diwali”
Har diya aap ki dehleez par jale,
Har phool aapke aangan me khile
Aap ka safar ho itna haseen ki,
Har khushi aap ke saath chale..!!
Amitabh – Mere Paas Rocket Hai,
Shurli Hai,
Chakri Hai,
Murga Bumb Hai,
Anaar Hai,
Tumhare Paas Kya Hai?
Shashi Kapoor – Mere Paas
MAA…Chis Hai
Ajse aapke yahan dhan ki barsat ho,
Maa laxmi ka vass ho,
Sankaton ka nash ho,
Har dil pe aapka raj ho,
Unnati ka sar pe taj ho,
Wish you a very Happy Diwali!
Khub meete meete pakwan khaye,
sehat me char chand lagaye,
log to sirf chand par gaye hai
aap us se bhi upar jaye,
Diwali par hamari yahi hai shubhkamnaye
Pal pal sunhare phool khile,
Kabhi na ho kaanto ka saamna,
Jindagi aapki khushiyo se bhari rahe,
Dipawali par humaari yahi shubhkamna.
Muskurate hanste deep tum jalana,
Jeevan mein nayi khushiyo ko lana,
Dukh dard apne bhool kar,
Sabko gale lagna or pyar se Diwali manana.
Roshan ho deepak or sara jag jagmagaye
Liye sath Sita maiyya ko Ram ji hain aaye
Har shehar yu lage mano ayodhya ho,
Aao har dwar har gali har mod pe hm deep jalaye.